Listen to this Song Watch this song
Year : 2001
Music : Harris Jayaraj
Lyrics : Sameer
Singer: Roopkumar RathodLyricsMm hm hm hm hm, mm mm mm mm mm mm mmDil ko tumse pyaar hua, pehli baar huaTumse pyaar huaMain bhi aashiq yaar hua, pehli baar huaTumse pyaar hua(Chhaayi hai betaabiMeri jaan, kaho main kya karoon) - 2Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar huaTumse pyaar huaMain bhi aashiq yaar hua, pehli baar huaTumse pyaar huaOh, kho Ab neend bhi nahin aankhon meinKarvatein bas badalta hoonAb jaagta hoon main raaton meinAb doori na sehni, har lamha kehta haiNa jaane haal mera aisa kyoon rehta haiMain deewana tera ban Main fasaana tera ban Haseena gori gori, churaaya chori choriChuraaya dil chori chori chori chori choriDil ko tumse pyaar hua, pehli baar huaTumse pyaar huaMain bhi aashiq yaar hua, pehli baar huaTumse pyaar huaAarzoo hai mere sapnon kiBaitha rahoon teri baahon meinSirf tu mujhe chaahe abItna asar ho meri aahon meinTu keh de haske to tod doon main rasmon koMarke bhi na bhooloon main teri kasmon koTera tan mann sab hai mere liyeHai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaaraGale laga le yaara yaara yaara yaara yaaraMain bhi aashiq yaar hua, pehli baar huaTumse pyaar hua(Chhaayi hai betaabiMeri jaan, kaho main kya karoon) - 2Kya karoon, kya karoon, kya karoon
Dil ko tumse pyaar hua
Film : Rehna Hai Tere Dil Mein
Labels: Dil ko tumse pyaar hua